RAB SE DUAYEN KARTA RAHA MEIN


Story:
Mohabbat Is Kadar badh chuki jisse mitana Namumkin tha aur Tumhen dekh dekh kar Dil Jeene Laga Har Pal yah duaaen Rab Se Karne Laga ki Har Janm bus tumhare sath hi gujre Kyunki tumhare bina Namumkin Sa ho gaya tha

Comments